Competition of Tafseer Test of 2nd book of Tafseer ibn e kathir From surah an nisa to surah al anfaal Bariraabdulaziz published on July 15, 2018 Stacked 1/30 Jo shakhs badla maaf karde to uske liye .... hoga. If anyone remits the retaliation by way of charity, it shall be......... Ajr wa sawaab Kaffarah Neki 2/30 Salaam ka jawaab dene ka kya hukum hai What is the ruling of returning the greeting (Salam) ? Farz Mustahib Haraam 3/30 A-Ashraf wa afzal qism ke phal ....... aur ........ .?............ and .......... are the most precious fruits. Khajoor aur injeer Angoor aur khajoor Angoor aur injeer 4/30 ....... wa ........ gunah aysa hai jis ki Allah taala aakhirat mein saza ke sath dunya mein bhi jald saza deta hai. There is no sin that is more worthy of Allah hastening its punishment in this life, in addition to what He has in store for its offender in the Hereafter, more than ............... and ............. Sarkashi Qataa ar rahmi A&B 5/30 Awlaad ko maa baap ke buland martabe aur darje per kis wajah se faaez karenge agar cheh un jaise aamaal nahi kiye? How will the high grades of the offspring of the righteous believers be elevated even though their deeds will be less righteous? Iman ki wajah se Duaa ki wajah se aamaal ki barkat ki wajah se 6/30 Ameer ki ita'at ka hukum:The Necessity of Obeying the Rulers only in :- Sirf neki mein Har hukum mein Apne maamlat mein 7/30 Jo shaks izzat ka talab gaar hai to use kya karna chahiye?How will a servant gain the honor ? ?Allah hi ki uboodiyat ko ikhtiyaar karke Ache kaam kare Duaa kare 8/30 zaalim ki kis tarah madad karna chahiye How should a person who commits injustice be helped? zulm karne se rokne Se zulm ke baare mein naseehat kerne se Zulm per Sazaa dene se 9/30 Zabah kiya huwa Janwar ke pet ka bacha halaal hai kya ya use bhi zabah karna hai ? Is meat of the fetus in the belly of its slaughtered mother halaal Or should it be slaughtered too? Zabah karna chahiye Haram Halal 10/30 Jo iman ki halat mein nek amal nahi kiye honge qayamat ke din tawba karega to tawba qubool hogi ( )sahi ya galat ka nishaan lagayeIf a soul has not benefited from its faith and had not done good in its faith nor repented before, then it will be accepted on the day of Judgement. ( )Mark True or False. False True 11/30 Nabi صلى الله عليه وسلم istikhara is tarah sikhaya karte the jaisa ke aap ...... ki taaleem farmaya karte the. *Note* :- Is se pata chalta ke ham ko istikhara sirf bare bare kamou ke liye nahi balke har din choti choti cheezou ke liye karna chahiye jaise roz quraan padhte hai .The Prophet used to teach us how to make Istikharah (asking Allah to guide one to the right action), in all matters, as he taught us........... Quraan Azkar Hadees 12/30 Moosa -عليه السلام - ne kya targeeb di ke azam kerle jab bhi allah taala ki taraf se neematein hasil hou aur museebatein khatam hogi ?What did Moosa -عليه السلام encourage when the afflictions are removed and replaced by a bounty? Kufr Shukr Zikr 13/30 Jo shakhs nardsheer khele to usne goya apna haath ....... ke gosht aur khoon mein dala. He who plays Nardshir (a game with dice that involves gambling) is just like the one who puts his hand in the flesh and blood of...... Kutta Suwwar Sanp 14/30 Bare gunah se ijtinaab karenge to kounse gunah maaf kardiye jaate hai?Which sins Will be Pardoned if One Refrains from Major Sins? Qatl ka gunah Zulm ka gunah Chote gunah 15/30 Israf se murad :- Extravagance means:- khane peene mein had se barhna Takabbur Ziyada khareedna 16/30 waswase ke waqt ashaab e taqwa ka tareeqa kya hota hai? A-What is the condition of the People of Taqwa during the Whisperings of Shaitaan? Azaab aur sawaab ko yaad kerte hai Tawba aur rujuu kerte hai allah ki taraf A& B 17/30 Tahqeeq ke bagair suni suanaye khabrou ya batou ko phailane wale aur usko mashoor kerne wale ko kya samgha jaata hai ? What will be known of a person who before being sure of their truth discloses it and makes it known and spreads it? jhoota Munafiq Imaandaar 18/30 Anas رضي الله عنه ko kounsi hadees sunne se khushi huwi ? Which hadeeth made Anas رضي الله عنه happy? ((خيركم من تعلم القرآن وعلمه ))tum mein se behtar shakhs wo hai jo quraan seekhe aur sikhaye ((المرء مع من أحب ))Aadmi usi ke sath hoga jis se wo mohabbat karta hai ((من غش فليسمنا )) jo dhoka dein wo ham mein se nahi hai 19/30 Jo musalaman koi bhi gunah ker baithe to usko apne gunah ki maafi kaisa mangna chahiye ?If a Muslim commits a sin how should he beg Allah for forgiveness for his sin? Wudoo aur namaaz Wudoo aur namaaz aur maafi Namaaz maafi 20/30 Allah taala ko ye baat pasand nahi ke koi kisi ke liye bad duaa kare magar mazloom ke liye ijaazat hai lekin uske liye bahtar hai ke wo ........... kare.Allah does not like that any one should invoke Him against anyone else, unless one was wronged. But for one who has been wronged it is better if he observes..... Iman Sabar Taqwa 21/30 Saari makhlooq allah taala ka kunba hai aur allah taala ke nazdeek sab se ziyada mahboob wo hai jo uski makhlooq ko sab se ziyada ........ pahunchaye . All of the servants are Allah's dependents, and the most beloved among them to Him are the most............to His creation. nuqsaan Ilm nafaa 22/30 Jo kisi ko maaf karde jo tum se burai kare to ye baat Allah taala ke ............ kardegi. Forgive those who wrong you, then this will bring you ....... to Allah Izzat Qareeb Doori 23/30 Sab se pahle Teen shakhs ko jahannum ki aag ka indhan banaya jaayega : aalim , ghazi , bakheel ( )sahi ya galat ka nishaan lagaye B- The first three persons on whom the fire will feed are a scholar, a fighter and a stingy who shows off with their action( ) True or false True False 24/30 Allah taala ne halaal ko halaal qaraar diya hai aur haraam ko haraam qarar diya hai aur jis se sukoot farmaya hai wo:-Whatever Allah has allowed is lawful and whatever He prohibited is unlawful. Whatever He did not mention:- Halaal Haraam Qaabil e maafi 25/30 Miskeen per sadqah :sirf sadqah hai jabke rishtedaar per sadqah:sadqah bhi hai aur........ Charity given to the poor is :Sadaqah, while charity given to relatives is both :Sadaqah and ..... Sawaab silah rahmi Mohabbat 26/30 Rasool صلى الله عليه وسلم ne Gunah ke baare mein kya farmaya ? What did Allah's Messenger say about Al-Ithm? Jo tumein pareshan kere Jo tumko galat lage aur logou ko uske baare mein batana chaho jo tumhare seene mein khatke aur tum logou ke is se ba khabar hone ko na pasand karo 27/30 Allah taala ki ibaadat kis tarah karna chahiye? How should we Worship Allah taala? Taqwa ke hisaab se Allah taala ki ibaadat is tarah karna goya tum use dekh rahe ho Aur agar tum use nahi dekhte ye darja hasil nahi hota to phir ye yaqeen rakho ke wo tum ... Iman ke hisaab se 28/30 Shaytan kisi bhi taraf se insaan per musallat ho is baat se Allah taala ki ...... talab kiya jaye .There is a Hadeeth which encourages seeking .............with Allah from the lures of Shaytan from all directions. Panah Duaa Azaan 29/30 Banda gunah kerke tawba karta hai to allah taala uski tawba qubool karta lekin .............. ko dekhne se pahle kyunki us waqt tawba qubool nahi hoti jab tawba ka waqt khatam ho chuka hota hai.When a servant commits a sin and then repents so Allah accepts the repentance even just before he sees the ....... because then there is no accepted repentance, nor a way out of that certain end. Suraj ka maghrib se tuluu malk al mout A&B 30/30 Qayamat ke din apne bure aamal ka bojh apne peethou per uthaye honge ( )sahi ya galat ka nishaan lagaye .On the day of judgement they will bear their burdens on their backs.( ) True or false False True